Thursday 19 March 2009

muhabbat raNg laa_egii/nazar se phuul chunatii hai/saraktii jaa_e hai ruK se

In 1981 two films came with a similar song. Hasrat Jaipuri wrote muhabbat raNg laa_egii janaab aahista aahista for Poonam



and Nida Fazli wrote nazar se phuul chunatii hai nazar aahista aahista


aahista aahista is a very popular radeef of Ghazals, Wali dakkani has used it in Ghazals like


kiyaa mujh ishq ne zaalim ko aab aahista aahista
ki aatish gul ko kartaa hai gulaab aahista aahista
vafaadaarii ne dilbar kii bujhaayaa aatishe Gam kuuN
ki garmi daf'a kartii hai gulaab aahista aahista
ajab kuchh lutf rakhtaa hai shab e KHilvat meN gulruu suuN
KHitaab aahista aahista javaab aahista aahista
adaa o naaz se aataa hai vo raushan jabiiN ghar suuN
ki jyuuN mashriq suuN nikle aaftaab aahista aahista
Wali mujh dil meN aataa hai KHayaal e yaar be parvaa
ki jyuuN aNkhiyaaN maneN aataa hai KHvaab aahista aahista



There is also a similar Ghazal  attributed to Amir Minai and one year later the a part of it was used in Deedaar-e-Yaar (1982)with a slight modification. In the verse

wo bedardii se sar kaaTeN amiir aur maiN kahuuN un se
huzuur aahistaa aahistaa janaab aahistaa aahistaa

amiir was replaced by meraa


*Some scholars say that this Gazal is erroneously attributed to Ameer Minai

No comments: